Skip to main content

Kya Bina paison ke business ho sakta hai? Reality EXPOSED

Agar aapko jivan mein ijjat chahie to Paisa kamana padega ab din pratidin Paisa hi sab kuchh ho gaya hai Bina paison ke aapko ghar mein bhi ijjat nahin milega  Han to baat karte hain kya business bina paise ke bhi Kiya Ja sakta hai iska jawab hai ha aur na  Dekho yah confusion Jarur rahega but 90% cases ke andar aapko Business mein Paisa lagana Hi padega tabhi Paisa Banega 10% of dalali ka kam karke yah Paisa Kama sakte ho per usne Paisa lagega per dimag ka use karke Kisi dusre ka Paisa use karke bhi Paisa Kama sakte ho per usmein paisa to lagega hi Apna nahin per dusre ka to lagega  Reality batao na to mujhe Khud business karna hai business ke liye chahie Paisa aur ek middle class family mein Paisa sirf itna hi hota hai jitna ki aap kha sakte ho pahan sakte ho rah sakte ho business karne jitna Paisa nahin rahata  But Maine socha Ki mujhe business to karna hi hai per Dhyan Rahe  paise se pahle aapki business strategy majbut honi chahie taki business fail na ho P...

Mai ye kyu kar raha hu ?

 Aap logon ne kabhi socha Hai main yah kyon kar raha hun main aap logon Ko business idea kyon bata raha hun mera ismein kya fayda dekho agar aap logon se hatkar sochte Hain aapko pata nahin jarurat nahin Hai Ki main Aisa kyon hota Hai Lekin fir bhi main Bata Dena chahta hun ki agar aap mere ling se click karte ho to mujhe uske paise milte Hain aur aapko paise milte Hain meri jankari se matlab kuchh nahin aap to aur mera fayda matlab yahi to business hai 


Business hota hai jo pahle problem banata hai FIR use solve karta hai matlab YouTube pahle hamen add dikhata hai jinka add dikhata hai UN company se paise leta hai aur FIR vah ek update Lata hai jaise ki aap kuchh paise dekar ine ad ko band kar sakte hain matlab donon tarike se paise Kama raha hai ye hi business hai 

Business ko acchi tarike Se janne Ke liye hamari website se Jude rahe

Comments

Popular posts from this blog

Small tasks make a big Business

छोटे-छोटे kam se bhi bada Kam Banta hai baat sunane mein Ajeeb hai lekin sach Hai  Aao reality per baat karte hain  Jab ham nature hote hain tumhen pata chalta Hai Ki ham jaisa sochte Hain vaisa kuchh nahin hota ek vaise hi business jaisa ham sochte Hain vaisa nahin hota Bhai main aapko jo bolunga vah aap karoge to pata chalega ki छोटे-छोटे kam bhi bada effect dalte Hain  Suppose karo apne aap ko band karo aur apne ghar ke bare mein socho yahan aap abhi Jahan per baithe ho use jagah ko Apne dimag mein lao aapke dimag mein ek video Ki tarah chal jaega aap ek छोटी-छोटी chijon ko dekh sakte ho dimag mein mere sawal yah hai ki kya aapane kabhi use jagah ko vaise dekha tha jaise main dikha raha hun aapka answer hoga nahin aapane kabhi use jagah ko vaise dekha hi nahin jaisa aapko aapka mind dikha raha hai kyunki aapke mind mein aapke pichhle use Ghar Se Judi Hui एक-एक chij ko observe Kiya Hai un chijon ko छोटा-छोटा kar karke Apne mind mein fit kar liya hai aur UN sab छोटी-छोटी...

Kya Bina paison ke business ho sakta hai? Reality EXPOSED

Agar aapko jivan mein ijjat chahie to Paisa kamana padega ab din pratidin Paisa hi sab kuchh ho gaya hai Bina paison ke aapko ghar mein bhi ijjat nahin milega  Han to baat karte hain kya business bina paise ke bhi Kiya Ja sakta hai iska jawab hai ha aur na  Dekho yah confusion Jarur rahega but 90% cases ke andar aapko Business mein Paisa lagana Hi padega tabhi Paisa Banega 10% of dalali ka kam karke yah Paisa Kama sakte ho per usne Paisa lagega per dimag ka use karke Kisi dusre ka Paisa use karke bhi Paisa Kama sakte ho per usmein paisa to lagega hi Apna nahin per dusre ka to lagega  Reality batao na to mujhe Khud business karna hai business ke liye chahie Paisa aur ek middle class family mein Paisa sirf itna hi hota hai jitna ki aap kha sakte ho pahan sakte ho rah sakte ho business karne jitna Paisa nahin rahata  But Maine socha Ki mujhe business to karna hi hai per Dhyan Rahe  paise se pahle aapki business strategy majbut honi chahie taki business fail na ho P...

Sea salt water business ( yah sab Maine khud ne socha Hai)

Main aapko jo bhi business idea batata Hun vah main khud Se sochta Hun main kahin Se Hi nahin uthata hun main khud Se observe karta hun chijon ko Akela to nahin kar sakta itne sare business isliye main aap logon Ko bhi Bata Dena chahta hun aap mein se kuchh kar le Shayad   to Maine ek business socha hai aajkal main aap ya aapke dost balon ke andar Tel nahin lagate kyunki Tel lagane se Bal Ajeeb use ho jaate Hain jiske Karan se Tel nahin lagate khaskar ladke Jo balon mein Tel nahin lagate jaise ki aap aur mai 90% Aaj ladki balon mein Tel nahin lagate  Naresh ka solution dhundha hai sea salt water matlab ye ki yah ek product hai  Iska naam ab khud soch sakte ho itna to dimag hai hi  Business छोटी-छोटी chijon ka bhi kiya ja sakta hai  About product  Salt water for hair  100 ml water plus salt Plus best and normal oil and sell this in 50 and 100 matlab sab kuchh milakar aap ke hisab se aap ise share kar sakte ho 100 ₹50 mein ya jyada mein bhi per jyad...